Kahaniya kahaniya kahaniya, bahut suna hai kahaniya. Her insan ke Jindgi me ek kahani hoti hai. Lekin likhne ka hunar bahut kam logo ke pass hi hota hai, Bahut kahaniya likha h maine. Aur kahaniya likhte likhte n jane mai kab kahaniyo ka hisa ban gya pta hi n chla. Kahaniya likhte likhte kahaniyo me itna kho jata tha ki pta hi nhi chlta tha ki hum kahani likh rahe ya meri real Life me aisa ho rha hai. Bachpan se kahaniyan likhane ka sauk tha. World famous writer banna tha Kabhi kabhi ye mere halaat bhi un kahaniyo me' likha karta tha khud us kahaniyo ka hisa ban ke khud ko kahaniyo me' khud ko rakha karta tha, aur socha karta tha, Dar sa lagta tha tab ki kahi aisa Hakikatn me n ho jaye mere sath, Dil dar sa jata tha. Likin kya pta tha. Bachpan se jise kahaniya likhne ka saukh hai, o kisi din usi kahaniyo ka hissa ban jayega, aur fir pen paper sub honge lekin likh nhi payega, usey kya pta tha o kahaniya jo o feel karta tha, socha karta tha, likha karta tha, wahi uske jindki ki hakikat hogi. Writing itni asan nhi thi tab bhi aur ab bhi. Dard ko bhi dard ho jata h, writer jus dard ko dard samjhkar likhta h to likin chehre pe sikan tak nhi aati, Lekin jub khud ki Hakikat ke dard ko kahaniyo me' likhta h n to uski kalam uski ankho se Anshu ko chumbak jaise khich ke ankho se bahar kar deti, ye duniya ek pen 2 paper me hi simti hue h
*Vinod* kushwaha*
No comments:
Post a Comment